Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIqbal Qureshi
HomeIqbal Qureshi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pukaarti hai muhabbat hoo ooo ooo ooo pukaarti hai muhabbat kareeb aa jaao kareeb aa jaao tumhi to ho meri jannat ooo ooo ooo ooo tumhi to ho meri jannat kareeb aa jaao kareeb aa jaao jidhar nigaah uthhe hans rahi ho phoolon mein tumhi to jhool rahi ho kiran ke jhoolon mein nazar ko hosh nahin dilnasheen nazaaron kaa alag wajood nahin tumse chaand taaron kaa hoo oo oo oo baraste husn ki soorat kareeb aa jaao tumhi to ho meri jannat hoo oo oo oo tumhi to ho meri jannat kareeb aa jaao kareeb aa jaao ye pyaar jispe farishton ko rashq aataa hai khuda bhi hum pe muhabbat se muskuraata hai dilon ka mel ibaadat hai kaun jaanegaa yahi to asl haqeeqat hai kaun maanegaa hoo oo oo oo humaara ishq salaamat kareeb aa jaao pukaarti hai muhabbat hoo ooo ooo ooo pukaarti hai muhabbat kareeb aa jaao kareeb aa jaao kareeb aa jaao kareeb aa jaao
hmmmmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm ooooooo ooooo ooooo oooooo ooooooo ooooo ooooo oooooo saj dhaj ke samjhaane aaye aur humen behkaane aaye aur humen behkaane aaye saj dhaj ke samjhaane begaanon ki bheed lagi hai begaanon ki bheed lagi hai begaanon ki bheed lagi hai bheed lagi hai tum jaane pehchaane aaye tum jaane pehchaane aaye aur humen behkaane aaye saj dhaj ke samjhaane uth uth ke jhukti hain nighaahen jhuk jhuk ke uthti hain nighaahen uth uth ke jhukti hain nighaahen haaye nighaahen tham tham ke paimaane aaye tham tham ke paimaane aaye aur humen behkaane aaye saj dhaj ke samjhaane wo pehlu mein dard ki soorat wo pehlu mein dard ki soorat wo pehlu mein dard ki soorat dard ki soorat jab aaye tadpaane aaye jab aaye tadpaane aaye aur humen behkaane aaye saj dhaj ke samjhaane aap saraapa ek qayaamat ek qayaamat haaye qayaamat aap saraapa ek qayaamat ek qayaamat aur qayaamat dhaane aaye aur qayaamat dhaane aaye saj dhaj ke samjhaane aaye saj dhaj ke samjhaane
khushi jisne khoji wo dhan le ke lauta hansi jisne khoji chaman le ke lauta magar pyaar ko khojne jo chala wo na tan le ke lauta na mann le ke lauta subah na aayi shaam na aayi subah na aayi shaam na aayi jis din teri yaad na aayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi kaisi lagan lagi ye tujh se kaisi lagan ye lagi hansi kho gayi khushi kho gayi aansoon tak sab rahan ho gaye arthi tak nilaam ho gayi arthi tak nilaam ho gayi duniyaa ne dushmani nibhaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi tum mil jaate to ho jaati poori apani raam kahaani khandhar taajmahal ban jaata gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani saanson ne hathkadi lagaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi jaise bhi ho tum aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aa jaao aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aag lagi hai tan mein aur mann mein aag lagi hai tan mein aur mann mein ek taar ki dori hai ek taar ki dori hai bas daaman aur kafan mein huyi maut ke sang
suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladka tha ek shehron mein jo husn bemisaal kamsin tha jiski umra thi samjho ki saat saal ramzaan ke jo chaand pe uski nazar padi uske bhi dil mein roze ki ek aarzoo jagi roza rakhunga main bhi ye maa baap se kaha shehri karunga main bhi jaga dena tum zara suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladke ki baat sun li magar kuchh nahin kaha ladka subah utha to hua unse wo khafa samjhaya maa ne baap ne aye mere gulsitaan roza nahin hai farz abhi tujhpe meri jaan nanhe se dil ko baat ka sadma bada hua maa se kaha kuraan mein kehta hai ye khuda roze ki bhook pyaas jo hasti uthayegi us rozedaar ko na ye dozakh jalaayegi kuraan jis mein utra suno wo mahina hai tauba kabool karta khuda wo mahina hai suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan
ta thaiya karte aana oye jaadugar more saiyaan mere dil ki lagi bujhana oye jaadugar more saiyaan ta thaiya karte aana oye jaadugar more saiyaan mere dil ki lagi bujhana oye jaadugar more saiyaan tha thaiyaa tum saamne to aa jao de denge dil nazraana dil kya hai jaan bhi le lo aa jaana karke bahaana tum saamne to aa jao de denge dil nazraana dil kya hai jaan bhi le lo aa jaana karke bahaana ab aao na sharmao na aa jao na tadpaao na ta thaiya karte aana oye jaadugar more saiyaan mere dil ki lagi bujhana oye jaadugar more saiyaan ta thaiyaa nazron mein sama to chuke ho ab dil mein kar lo basera sab jaane tu hi na jaane main teri hoon tu mera nazron mein sama to chuke ho ab dil mein kar lo basera sab jaane tu hi na jaane main teri hoon tu mera ab aao na sharmao na aa jao na tadpaao na ta thaiya karte aana oye jaadugar more saiyaan mere dil ki lagi bujhana oye jaadugar more saiyaan ta thaiyaa main sadke un raahon ke jin raahon se vo aaye main maangun yahi duvayen ye
aa aa aa teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jaao hazaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hai chaman chaman mein tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi yehi sharaab ke maaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein
yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri jaadu ye kaisa haye piya kiye jaate ho dil mein sama ke mera dil liye jaate ho apna bana ke humen ghum diye jaate ho dil ka qraar haye kahaan liye jaate ho o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri nazron se door sahi dil se na jaoge raam qasam humen bade yaad aaoge badi meharbaani hogi jo ye bataoge soyi taqdeer meri kab aa jagaoge o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri
yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi nikharte chale gaye nikharte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan utarte chale gaye utarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pukaarti Hai Muhabbat Dastan E Laila Majnu (1974) 04:07 40198
 
Poster of Dastan E Laila Majnu (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Duration : 04:07   Song Number : 40198   

Saj Dhaj Ke Samjhane Nek Parveen (1982) 05:44 18512
 
Poster of Nek Parveen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naseem Ajmeri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sateesh Kaul
Duration : 05:44   Song Number : 18512   

Subah Na Aayi Shaam Na Cha Cha Cha (1964) 05:24 12293
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Helen
Duration : 05:24   Song Number : 12293   

Suno Ramzan Ki Dastan Ko Suno Alam Ara (1973) 05:24 39422
 
Poster of Alam Ara (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 39422   

Ta Thaiya Karte Aana Panchayat (1958) 03:51 40671
 
Poster of Panchayat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Nomani
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Pandari Bai
Duration : 03:51   Song Number : 40671   

Teri To Chaand Sitaaron Mein Mohd Rafi 03:35 40565
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40565   

Yaad Suhaani Teri Bani Zindgaani Mere Banarasi Thug (1962) 02:59 40961
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Manoj Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 40961   

Yun Zindagi Ke Raaste Love In Simla (1960) 04:13 36419
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 36419   
Karaoke Songs of Iqbal Qureshi, Sad Songs of Iqbal Qureshi, Love Songs of Iqbal Qureshi, Dance Songs of Iqbal Qureshi, Hip-hop songs of Iqbal Qureshi, Best songs of Iqbal Qureshi, Super hit songs of Iqbal Qureshi, hit songs of Iqbal Qureshi, duet songs of Iqbal Qureshi, solo songs of Iqbal Qureshi, old songs of Iqbal Qureshi, famous songs of Iqbal Qureshi, Hindi Karaoke Songs of Iqbal Qureshi, Hindi Sad Songs of Iqbal Qureshi, Hindi Love Songs of Iqbal Qureshi, Hindi Dance Songs of Iqbal Qureshi, Hindi Hip-hop songs of Iqbal Qureshi, best Hindi songs of Iqbal Qureshi, super hit Hindi songs of Iqbal Qureshi, hit Hindi songs of Iqbal Qureshi, duet Hindi songs of Iqbal Qureshi, solo Hindi songs of Iqbal Qureshi, old Hindi songs of Iqbal Qureshi, famous Hindi songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Sad Songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Love Songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Dance Songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Hip-hop songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Best songs of Iqbal Qureshi, Sing Along Super hit songs of Iqbal Qureshi, Sing Along hit songs of Iqbal Qureshi, Sing Along duet songs of Iqbal Qureshi, Sing Along solo songs of Iqbal Qureshi, Sing Along old songs of Iqbal Qureshi, Sing Along famous songs of Iqbal Qureshi